Safalta
Asafal ho jao magar
aapna karm na chhodo....!!
Chahe lakh badha aye
Apna dharm na chhodo.....!!
Mulyankan batata hai asafaltayen
Rashta dikhate haia asafaltayen..!!
Ye kamiyon ko door krti hai
Kebal safaltaon ki baat krti hai...!!
Jo nhi hua tha , anusandhan pichhli baar...!!
Uska anusandhan kr lena ab ki baar.....!!
Lipsa🖤✨
Ekansha👑🖤
15-Oct-2021 07:45 PM
Nice
Reply
Kaushalya Rani
26-Sep-2021 11:41 AM
Beautiful
Reply
Shrishti pandey
21-Sep-2021 01:30 AM
👍🏻👍🏻👍🏻👍🏻👍🏻
Reply